Posts

Showing posts from July, 2022

Meri Udasion k Sbab

 Meri Udasion hn Besbab Bas Rahtoon ki baat thi  wo na de sky muje besbab main zaya hwa main bikhar gya koi ras hi nhi  rangni b dunia m bri tawja se socha rat brh besbab mery meyar ka koi q nhn mila kia main agya hon is jga besbab uny dekh k m khil utha muskra dia wo boly ye skhokhian q hn besbab ak roz wo mily jo to pochun ga kia meri udasian b hain besabab kabi kabi hmry Demag main shikwoon ka dyr hota hai mgr hum shikwa to bht door ki baat koi lafz b apni zuban se nhn nkalpaty k kahin meri ksi bat se koi dil na dukh jyemagr ase jazby wle log khud bht tqlif ka samna krty hai  khud se hi swal or khud hi jwb 😕 dena shaed ksi azab se kaam nhn hota zindgi main bohat sari talkhian zaaat se joorti nhn blke chipak jati hain jinka na to koi hal hota h na koi ilaj wakti toor py ap iny ignore to kr skty hain mgr ksi b choty bchy ki trah khud se door nhn kr skty or kbi kbi to hum adhi ho jty hain mahine yaa hafty main us talkhi k yaad any ka khud hi wait kr rhy hoty 🤷‍♂️ h...

Purification of heart

Image
 Purification of Heart jesy k hum sub janty hain dil insan ka sub se main or important organ hai lekin ak cheez shaed hr insan na janta ho k dil na sirf as a human being bht zarori organ hai blky Qurb.a.ILAHI pane k liye b sub se pehla organ yehi hai yani wanhan b yehi main hai..hmri Rooh bohat hi sada or pakiza cheez hai isky liye swaab or ghuna azab or inam sub kuch secondry hai isky liye sub se pehli cheez Allah pak hai q k ye wnahn se ai hai mera ye kehna  b sahi nhn k Allah pak se mil k ai hai q k mery ilam ka jazira itna wasee nhn k ye lafz bol sakun mgr itna hr ak insan janta hai k rooh Allah pak k pas se ai hai isy dunia m udr se beja gya hai jahan hmry demag ki rasai nhn hai q k demag insan ko samjh bojh k liye dia gya hai or baki body ko control krne k liye dia gya hai mgr  ak cheez hmre jisam main asi hai jisy hmra demag control nhn kr skta zabrdsti kr skta hai mgr control nhn wo hai dil q k dil ka conection directly hmri rooh k sath joor dia gya hai ...