Dil ki Batain
Dil ki Batain insan ki kuch feelings kuch alfaz ase b hoty hain jo kabi zuban py nhn aty unka shumar amm alfaz main hota b nh wo bohat hi khas hoty hain q k un m asi koi milawat nhn hoti jo zuban se ki jati hai unka taluq bs dil se hota hai ase alfaz hr koi sun b nhn skta is k liye samny asa insan betha hona chahiye jo khas dil ka malik ho jis main dil tak ponhchne ki kabliyat ho jisy ehsas ho k dil b alg se ak ehmiyt rkhta hai hasta hai rota hai beskoon hota hai purskoon hota hai iski ak alg dunia hai..magr asay insan hr jga py nhn mil jty ase insan bry nayab hoty hain jo dilon ki kadr krty hain inky alfaz sunty hain inki darkan ko ehmyat dety hain..wrnna insno main ase insan b mil jty hain k cheekh cheekh btao wo nhn smjhyn gy wo nhn jany gy k iski kia feelings hain..narm dil wle logon ka muqam bra uncha hai ase logon ko Nabi pak (ﷺ) ny jaanat ki bshrat b de rkhi hai jin k dil chirya jesy narm hon gy wo hi janat main dakhil hon gy to socho dil ki nrmi ka ...