Deedar ki Talab
Deedar ki Talb Deedar a pasandeda ka alam janat ki kisi khirki se kam nhn hota insan ko bs kisi k deedar ki talb na lag jye bechaini k lamhat ka ilaj phir bs ak hi nazr main hota hai jab insan ko deedar ki talb lag jye phr aram nhn milta bas tishnagi hi milti hai roog ka nam b dia ja skta hai is talb ko asa rog jis ka ilaj phr ak hi chary main rakh dia jata hai insan khooo k reh jata hai ase nazry main jo na hi smjhye ja skty hain na hi btye ja skty hain..kisi chahry ka deedar or usi ki ankhon se ye raaz b rkhna pani m dhoob k sans lny se zyda mushkl hai... ye asa wakt hota hai jab ankhyn or dil ak dusry k shararti dost ban jty hain or demag inka ustad bas danta or islah krta hi reh jata hai mgr wo dno ustad se bach bcha k apni shararton main magan rehna chahty hain or khub mazy lena chahty hain..deedar a shoq main ...