Posts

Meri Zid

Image
 Meri Zid Wesy to seh jata hun sab Ap ki judai nhn seh pata Sab kehty hn bra khush mizaj h Ap k bin khush nhn reh pata Lrh leta hun sari dunia se akla Pr apki in do ankhon se lrh nhn pata Mery sath chalty rehn ap to main razi Ap jo aik pal ruk jyn to main chl nhn pata zid krta hun main bus ap se Q k ap k ilwa ksi ko itna chah nhn pata.. Meri kuch adtyn bohat kharb hain jesy k zid krna or wo itni buri hai k shaed hi ksi ko b pasnd ho mgr meri zid k pichy jo pyr hai wo kbi show nhn kr paya main bus us insan se zid krta hun jisy jan se b zyda chahta hun jisy apna smjhta hun jiski  khatir jita hun main hr ksi se zid nhn krta.😑.mera ye manna hai k jin se main Ase zid krta hun unka muqam bohat uncha hai meri zindgi main main khomosh rehna bohat pasnd krta hun q k jahan ap zid nhn kr skty wanhan khmosh ho jana bht bhtr amal h q k wanhan apki zid ko kbi b positive nhn lia jye ga positve bs wanhan lia jye ga jahan ap se pyr krne wly majood hon gy..baz o kat meri zid mani nhn jati ya s...

Nazar ki udasi

Image
 Nazar ki udasi Tery bgair udas hain meri rooh ki khirkian b  tu dekh muqam apna tu kahan kahan Basa hai.. Bohat chota sa lafz hai udasi mgr is m kainat ki hr ronaq simat jati  hai agr ye bahr ajye.. udasi kisi b kisam ki ho wo apko hr cheez se do char kr de gi ap ko kahin b kuch b phir acha nhn lgy ga...kuch udasion ka taluq rooh se hota hai jub rooh udas ho jaati hai to samne puri dunia ki ronqyn b rkh di jyn beasr hain q k jub rooh udas ho ajti hai to uski udasi Allah pak se udasi ka saboot hota hai isi ka nam ishk.a.hakiki b hai mgr aj ka topic ishk a mijazee se relate krta hai..udasion ki bht kismy hain un m se ak kisam hai hai nazar ki udasi ab iska taluq b sidha dil se hai q k dil ka baas in do ankhon py sab se zyda chlata hai to isky har effect ko sab se pehle ankhyn hi bear krti hain..isi trah ankhon ki apni khawhish km hi hwa krti hai pichy dil hi hota hai..jub dil ksii se udas ho jye to ankhyn b udas ho jya krti hain bohat khubsurat nazry ak trf or inki maan pa...

Wakt Ka Atbar

Image
 Wakt Ka Atbar ............ Wakt ka atbar krna or wakt ka atbar na hona blkl do alag cheezyn hain asi cheezyn jis main ngtive or positive dno hi ajty hain..pehle wakt ka atbar krne ko hum discus krty hain ye jumla sirf wo insan boly ga jo Allah py bra yakeen rkhta hai bht pukhta hai apne Allah se uska rishta wo kahy ga Allah pak sb behtr kr dyn gy usy is bat py yakeen hoga beshuk wo andr se tota hwa gira hwa mra hwa q na bn jye wo kahy ga Allah ki azmaish h beshuk Allah ki azmaishyn utra krti hain apne bndon py apni makhluq py apny pyaron py sab py r azmaish wahad cheez hai jis se allah pak ko bndy ki nhn blky bndy ko khud apni pehchan ho jat hai k uska asal kia hai..isi trah azmaishyn apky sth jury logon ka asal b bta dia krti hain k wo apky liye yan ap un k liye kia drja rkhty hain...to Wakt k atbar ka taluq Allah se achi dosti ka sabot hai...ab ase hi dusri trf wakt ka koi atbar nhn ko discus kr lty hain ye bat blkl such hai k wakt ki apni mrzi hwa krti hai ye ksi k kehne yan ki...

Ranjhe ki Heer

Image
  Ranjhe ki Heer    Main such kehta hun k ranjha hun uska or wo meri heer hai wohi ranjha hun jo apni heer k deedar k liye jee rha hai wohi ranjhan jo kabi b apni heer se judah nhn hova wohi ranjha jiski ratan jis k din Apni heer k liye guzra krty hain mery liye wo ibadat ki trah hai pakiza hai blkl wesy jesy ibadat pakiza hoti hai main us k sath wady b krta hun mgr joth nhn bolta ye nhn kehta han krun ga dekhun ga main krta hun krna chahta hun har haal main han m us heer ko pany k liye din raat kam b krta hun main us heer ki hasi se zyda kuch b anmol nhn smjhta meri heer jainamz py bethi mery liye duaen magti hai matyn mangti hai mosoomiyat se kehti hai Allah pak usko slamat rkhna wo meri heer mery liye blkl wesy hai jesy bchy k liye chand hota hai jisy pany ki dekhne ki mehsos krne ki adat or khwahish sari zindgi rehti h khtam nhn hoti chahy wo baha brah b q na ho jye...main wo bacha nhn hun jo heer ko khilono ki trah mangy q k khilone bs dil behlaty hain tot jaty hain ...

Mohabat k Naaz

Image
   Mohabat k naaz tum utha nhn sko gi .. Tum shehzadi ho uski ghli k chkr lga nhn sko gi Ye rasty tumhry ghr se kai agy hain jana.. In raston m btak k wpis a nhn sko gi Chlo maan b lo kehna chor do zid .. Aik bar dil gnwa diya to wpis paa nhn sko gi kuch rasty ase b hoty hain jin py hum chlna nhn chahty mgr wo hmra muqdar hwa krty hain muhabat b un m se ak asa rasta hai lakh koshish kro lakh khud ko rok lo mgr na hi wo apko rukne de gi na khud ruky gi apko wnhn tk ly jye gi jahan jana kia dekhna b mumkin nhn hoga mohabat insan se wo sab krwne ka hunr rkhti h jo  usy sochna b pasnd nhn hota ye insan ko ak mnt m khak or ak mnt main asman ki sair krwa deti hai sub se bari bat mohabat k naaz hwa krty hain ye naaz ase hain jin k taswur se hi ap dar jyn k ye main kesy kr skta hun yan krun ga mgr ye ap se krwye gi or br br krwye gi dil k khelon m sub se pasndida mohabat ka kheil hai jaahn isy pta hai k ma har jaon ga wnhan b ye majbor krta hai k har m hi to maza hai..jaan ki baz...

Rahat c ak Nazar

Rahat c ak Nazar Insan k sath jhury lamhy agr bohat uljhno or taqlifon se brhy pry hain to ase b bohat se lamhe hain jin main maaan hai skoon hai mohabat hai apna pan hai khloos hai mithas hai suroor hai  or Rahat hai kisi se Mohabat ka iqrar b lazmi hai mgr ye 24 ghnty nhn kia ja skta yan phr 365 din nhn kia ja skta na hi isy jtya ja skta hai hr wakt na hi is m shrtyn rakhi ja skti hain han ynhan shrt se murad asi shart hai jo dusry insan ko mushkil main dal de yan uska skoon cheen lyn is k ilwa Mohaabt main ak dusry k liye bht c shrtyn ho sakti hain jesy ak Bivi apne shohar se ye shart rakh sakti hai k ap dhari rakhyn gy to main b hijab main raha krun gi ye shrt na sirf un dno ki mohabt importance ko  zahir kry gi balky Allah pak se Qurbat b brha de gi..to hr wakt hum ak situation main nhn reh skty mgr hum kisi k lamhon ko Rahat zaror bakhsh skty hain..Rahat se murad Situation k mutbik apni feelings ko dusron  tk ponhchna iski bohat c misalyn di ja sktin hain jesy Kisi ...

Sehra main batak Gya

Image
  Sehra main batak Gya    Jub insan kisi rasty main batak jaata hai to usky pas bohat options hty hain k wo wpis ja sky wo rasta poch sky ksii or rasty se ponhch sky mgr jub wo ksi sehra main batak jata hai to uske pas asa koi b option nhn hota k wo koi hal nkl sky wo na hi ksi se kuch poch skta hai na hi koi direction pta kr skta hai bus us wakt ak hi zaat hoti hai jis k kram se wo nikal skta hai.. usy bohat se khoof sta rhy hoty hain tofan k ajne ka khoof payas ka khoof kisi sehrai zehrily janwar ka khoof wo apni manzil se kai zayda apni jaan ka fikr mand ho jata hai  usy beyank treen mout ki fkr lg jati hai usy lgta hai jesy uski jan bs kisi b wakt main nikal li jye gi us wakt wo apni brdasht se kai zyda lrh prhta hai wo pyas brdash kr leta hai wo bokh se guzrta hai sehra ki tapish kisi py reham nhn krti wo batky huwe insno ko ase jala k rkh deti hai k wo kisi jalty hwe anghron m se guzr rhy hon hwaon ka zoor b us wakt sehra ka hi sath deta hai sab mil k insan k a...